Samajh Nahi Aati Wafaa Kary To Kis Se
Samajh Nahi Aati Wafaa Kary To Kis Se Kary Aakhir,
Dost
.
.
.
.
Matti Se Banay Yeh Log Kaghaz K Tukron Pe Bik Jaty Hain.
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Samajh Nahi Aati Wafaa Kary To Kis Se Kary Aakhir,
Dost
.
.
.
.
Matti Se Banay Yeh Log Kaghaz K Tukron Pe Bik Jaty Hain.
Yunhi Anjany Mein Us Say Rafaqat Ho Gayi,
Dil Lagi Karnay Chalay Aur Ussay Chahat Ho Gayi,
Wo Na Ho To Main Khud Se Hi Ulajhti Hoon,
Kiya Karon Mujhe Us Ki Aadat Ho Gayi,
Main Apnay Wajood Mein Us Ko Talash Karti Hoon,
Mujhe Usse Is Qaddar Mohabbat Ho Gayi,
Mery Pass Aao To Jee Loon Do Pal,
Meri To Har Saans Uski Amanat Ho Gayi,
Main Sochti Thi Us K Agay Zindagi Kiya Hai,
Par Ussay Chahne K Liye Zindagi Ki Zarorat Ho Gayi.
Mana K Teri Deed K Qabil Nahi Hoon Main,
.
.
.
.
Tu Mera Shooq Dekh Mera Intezar Dekh.
Mere Aaib Mujhe Unglion Pe Ginwa Dost,
.
.
.
.
Bas Meri Ghair Mojodgi Me Mujhe Burra Na Kehna.