Yaadein To Wo Hain Jo
Yaadein Wo Nahi Jo Tanhai Mein Aati Hain,
Yaadein Wo Nahi Jo Judai Me Aati Hain,
Yaadein To Wo Hain Jo Bheer Mein Aati Hain,
Aur Tanha Kar Jati Hain.
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Yaadein Wo Nahi Jo Tanhai Mein Aati Hain,
Yaadein Wo Nahi Jo Judai Me Aati Hain,
Yaadein To Wo Hain Jo Bheer Mein Aati Hain,
Aur Tanha Kar Jati Hain.
Dil K Bazar Me Dolat Nahi Dekhi Jati,
Pyar Ho Jaye To Surat Nahi Dekhi Jati,
Ik Insan Pe Luta Do Apna Sab Kuch,
Kio K Pasand Ki Cheez Ho To Qeemat Nahi Dekhi Jati.
Wo shakhs khud par gharoor karta hai to is mein heerat ki koi baat nahi,
jis ko hum chahte hain wo aam ho hi nahi sakta.
Hajoom Itna Ho Teri Zindagi Mein Khushiyon Ka,
.
.
.
.
Gham Guzarna Bhi Chahe To Usse Raasta Na Mile.
Aameen