Khayal Uss Kaa
Raat Ki Aaghosh Mein Aa Jaye Agar Khayal Uss Kaa Wasi,
.
.
.
.
Subh Bistar Sey Bhi Phoolon Ki Mehak Aati Hai……..
**** Subah Bakhair ****
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Raat Ki Aaghosh Mein Aa Jaye Agar Khayal Uss Kaa Wasi,
.
.
.
.
Subh Bistar Sey Bhi Phoolon Ki Mehak Aati Hai……..
**** Subah Bakhair ****
Furston Ki in Shamo Mein Mohsin,
.
.
.
.
Yar To Badal Hi Gaye Sath Main Bhi Badal Gaya Hon.
Paas Aa Zara Dil Ki Baat Bataon Tujh Ko,
Kese Dharakta Hai Dil Awaz Sunaon Tujh Ko,
Aa K Tu Dekh Le Dil Pe Likha Hai Naam Tera,
Agar Kehta Hai To Dil Cheer K Dikhlaon Tujh Ko,
Jitna Jalaya Hai Tu Ne Pyar Me Mujh Ko,
Dil To Karta Hai Main Bhi Jalaon Tujh Ko,
Ajnabi Hota To Aisa Kar Bhi Leta Shayad,
Magar Tu To Apna Hai Kese Sataon Tujh Ko,
AANSOO
Muskurahat Se Ziada Special Hote Hain,
Because Smile To Sab K Liye Hoti Hain,
Magar AanSoo Sirf Un K Liye Hote Hain,
Jinhen Hum Khona Nahi Chahte.