Waqt Ne Badal Dia Logon Ka Mayar
Waqt Ne Badal Dia Logon Ka Mayar Ghalib,
.
.
.
.
Warna Hum Bhi Wo Log The Jo Dilon Me Basa Karte The.
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Waqt Ne Badal Dia Logon Ka Mayar Ghalib,
.
.
.
.
Warna Hum Bhi Wo Log The Jo Dilon Me Basa Karte The.
Abhi To Zid Hai Usey Rasta Badalne Ki Mohsin,
.
.
.
.
Kabhi Wo Roye Ga Khud Meri Chahaton K Liye.
Aaj Ki Shaam Bhi Qayamat Ki Tarah Guzri Faraz,
.
.
.
.
Na Jane Kia Baat Thi Har Baat Pe Tum Yaad Aaye.
Phir Sawan Rut Ki Pawan Chali Tum Yaad Aye,
Phir Patton Ki Pazaib Baji Tum Yaad Aye,
Phir Koonjain Boleen Ghaas Ke Haray Samandar Mein,
Rut Aai Peelay Phulon Ki Tum Yaad Aye,
Phir Kaga Bola Ghar Ke Sune Aangan Mein,
Phir Amrit Ras Ki Boond Pari Tum Yaad Aye,
Pehle To Main Cheekh Ke Roya Aur Phir Hansne Laga,
Badal Garja Bijli Chumki Tum Yaad Aye,
Din Bhar To Main Duniya Ke Dhandhon Mein Khoya Raha,
Jab Deewaron Se Dhoop Dhali Tum Yaad Aye.