Tum Mere Sapno Mein Rehtay Ho
Larki: Tum Mere Sapno Mein, Khawabo Mein, Jazbaton Mein Rehtay Ho . . . . .
PATHAN: Baji… Tumko Kisi Ne Bewaqoof Banaya Hai, hum To Pishawar Mein Rehta hai 😉
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Funny SMS in Urdu Language
Larki: Tum Mere Sapno Mein, Khawabo Mein, Jazbaton Mein Rehtay Ho . . . . .
PATHAN: Baji… Tumko Kisi Ne Bewaqoof Banaya Hai, hum To Pishawar Mein Rehta hai 😉
Mere doston ki pehchan itni mushkil nahi,
saqi,
.
.
Wo sab se aagy hoty hain jahan chawal taqsem hoty hain…
(,”)
<))__<(___)> ustad 2,3 botian pawen.
.//_
Mezbaan:
Lassi aap peety nahi,
chaye hum pilatay nahi,
roti ka time nahi,
botal ka mosam nahi,
ab batain kia khidmat karen?
Mehman:
Easyload hi karwa den phir.
Ye Khamoshi,
Ye Tareek Raatein,
Ye Dobte Howe Armaan,
Ye Jaltay Diye,
Ye Bujhti Shaamein,
Ye Kuch Aur Nahi Sirf…
Wapda Ki Bagherti Hai……
Bijli to de do kambakhtoooooon !!!!!!