Main Mout K Hathon Ko Choom Lon
Main Mout K Hathon Ko Choom Lon,
Meri Yeh Dua Jo Qabool Ho,
K Meri Qabar Ki Jo Mitti Ho,
Wo Meri Maa K Qadmon Ki Dhool Ho.
Ameen
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Main Mout K Hathon Ko Choom Lon,
Meri Yeh Dua Jo Qabool Ho,
K Meri Qabar Ki Jo Mitti Ho,
Wo Meri Maa K Qadmon Ki Dhool Ho.
Ameen
Neend
dil
aur
time
ka bohat anokha rishta hai.
Bachpan mein neend aati hai
time bhi hota hai
magar sony ko DIl nahi chahta.
Jawani mein Neend aati hai
sony ko Dil bhi chahta hai
magar
time nahi hota.
Burhapy mein:
sony ko dil chahta hai
time bhi hota hai
magar
neend nahi aati….
Ek Aadmi ne dozakh se America call kia to Rs. 300 bill bany.
Agly din UK cal kia to Rs. 250 bill bany.
Phir us ne kuch dino baad Pakistan call kia to Rs. 3 bill aaya to wo heran howa k itna kam????
Farishtay se wajah pochi to farishtay ne bataya:
Dozakh to dozakh local charges hain yaaaaaaaaaaar.
Teacher: Pinku! Tumko zor ka thaparr pary ga agar tumne class me filmi dialog band na kiye.
.
.
.
Pinku:
.
.
.
Thappar se dar nai lagta Miss Pyar se Lagta Hai.