Jannat Ki Sair Kar Raha Tha K Raat Ho Gai
Jannat Ki Sair Kar Raha Tha K Raat Ho Gai,
IQBAL
.
.
.
.
Subha Ko Jab Aankh Khuli To Sar Maa Ki Aghosh Mein Tha.
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Jannat Ki Sair Kar Raha Tha K Raat Ho Gai,
IQBAL
.
.
.
.
Subha Ko Jab Aankh Khuli To Sar Maa Ki Aghosh Mein Tha.
Kal Raat Mere Bister Pe Mujhe,
Ik Aahat Ne Chonka Dia,
Phir Ik Narm Hawa Ka Jhonka,
Meri Peshani Ko Cho Gaya,
Aankh Khuli To Maa Ko Dekha,
Kuch Hilte Lab,
Kuch Parhtay Lab,
Main Dheeray Se Muskura Dia,
MAA Aaj Bhi Uth Kar Raaton Mein,
Meri Peshani ko Chomti Hain,
Aur Apne Hisay ki Bhi Sub Duain,
Mujhe Pe Phonka Kartin Hain,
Bus Itna Yaad Hai Mujhe K,
Maine Apne Bachpan Mein,
Bus Ik Baar Kaha Tha,
MAA Mujhe Dar Lagta Hai.
Pray for all MOTHERS.
Main Ek Dil Hon
Meri Dharkan Meri MAA Hai,
Zindagi K Aasman Par Main Ek Chand Hon
Jis Ki Chandni Meri MAA Hai,
Main Ek Khobsurat Aankh Hon
Mera Noor Meri MAA Hai,
Main Ek Rooh Hon
Meri Jaan Meri MAA Hai,
Allah Pak Sab Ki MAAN Ko Salamat Rakhay.
Ameen
( MAA ) K LIYE SUB KO CHHOR DENA,
LEKIN SUB K LIYE MAA KO MAT CHHORNA Q K JAB MAA ROTI HAI TO FARISHTON KO BHI RONA AATA HAI.
DOUZAKH ne Kaha MAA Wo Hasti hai jo Gunah Gaar Olad ko b Dozakh se Bacha Leti hai,
JANNAT ne Kaha MAA Wo Hasti hai k jo Mujh ko b Qadmo k Nichy Daba Deti hai,
RAB ne Kaha MAA meri Taraf se Insan k liye Qimti or Nayab Tohfa hai,
My Sms 4 All Youngsters Never Break the HEART of MAA.
*.I.LOVE.MAA.*.