Yaaron ki yaari pe shak
Yaaron ki yaari pe shak nahi kartey,
Jub hum bol rahain hoon to Buk Buk nahi kartey,
Tung kartey ho jub hum so rahe hote hain,
Ab hum jaag rahain hain to SMS q nahe kartey.
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Funny SMS
Yaaron ki yaari pe shak nahi kartey,
Jub hum bol rahain hoon to Buk Buk nahi kartey,
Tung kartey ho jub hum so rahe hote hain,
Ab hum jaag rahain hain to SMS q nahe kartey.
Two Friends Talking:
Meri Shadi ho gaee.
O ye to acha howa.Nahi, bura howa, Wo bad soorat hai
O ye to bura huaNahi, acha howa, Wo bohat ameer hai
O ye to acha howaNahi, bura howa, Woh mujhe ek rupya bhi nahi deti
O ye to bura howaNahi, acha howa, Usne mujhe ek ghar diya hai
O ye to acha howaNahi, bura howa, Us ghar mein aag lag gaee
O ye to bura howaNahi, acha howa, Wo bhi us ghar main thi.
1980 girls: Maa mei Jeans pehanungi
Maa : Nahin beti log kya kahengey ?.
2006 girls: Maa mein mini skirt pehanungi
Maa: Pehen le beti kuch to pehan le!
Old concept,
Do or Die.New concept
Do before you Die.Latest Concept
Don’t Die until u Do.Our Concept
O sub to Theek Aey,
per Karna ki Aey?