Dedicated to all my unmarried Friends

This Special Poem is dedicated to all my unmarried Friends.

Ek Din Zindagi Aise Muqaam Par Pohanch Jaye Gi,
Dosti To Sirf Yaadon Me Hi Reh Jaye Gi,

Godi Me Bache Honge or Aap Papa Kehlayen Gy,
Or Phir Zindagi Cerelac or Feedar Tak Reh Jaye Gi,

Susraal K Chakkron Me Driver Ki Saza Nazar Aaye Gi,
Paisa To Bohat Hoga Magar Usay Tumhari BV Lutaye Gi,

G Lo Khul Kar Is Pal Ko Doston,
Q K Zindagi In Palon Ko Phir Se Nahi Dohraye Gi.

G A Kanwarapan

Pathan Chori Karney Ek Ghar Me Gaya

Pathan Chori Karney Ek Ghar Me Gaya,
Tijori Pe Likha Tha,
Tijori Ko Torne Ki Zarorat Nahi,
440# Lagao aur Samne wale Laal Button
Dabao Tijori Khul Jaye Gi.

Jese Hi Button Dabaya,
Alarm Baja Aur Police Aa Gayi.

Jate Howe Pathan Ghar K Malik Se Bola,
“Khuda Qasam Aaj Insaniyat Se Aitbar Uth Gaya.”