Ek Taraf Paisa Hai, Ek Taraf Dimagh
Teacher to Boy:
Ek Taraf Paisa Hai, Ek Taraf Dimagh.
Kia Logay?
Boy: Paisa
Teacher: Ghalat, Agar Main Hoti To Dimagh Leti.
Boy: Jiske Pas Jo Nahi Hota Wo Wahi Leta Hai. 😛
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Funny SMS
Teacher to Boy:
Ek Taraf Paisa Hai, Ek Taraf Dimagh.
Kia Logay?
Boy: Paisa
Teacher: Ghalat, Agar Main Hoti To Dimagh Leti.
Boy: Jiske Pas Jo Nahi Hota Wo Wahi Leta Hai. 😛
Pathan Ko Rastey Mein Ek Chiragh Mila.
Saaf Kia To Ek Jin Nikla Aur Kaha
K Wo Us Ki 3 Wishes Pori Karega.
Pathan:
“Humko Aisa Naswaar Do Jo Kabhi Khatam Na Ho.”
1 Naswar Ka Packet Aaya. Pathan Ne Thori Si
Naswar Nikal Kar Lagayi, Packet Phir Bhar Gaya.
Jin: “Baqi 2 Wishes”
Pathan(Khushi Se): Aisa 2 Packet Aur Laa Do.
1 Aadmi ne Add Parha K
“Purani Bike Do Aur New Bike Lo”
Aadmi us Address Par Pohancha To
waha koi Shop Nahi Thi.
Usne waha Khare 2 Larko se
Is Add K Barey Mein Pocha
Unhon Ne Gun Nikal K Kaha:
“Ye Add Humne Dia Tha
Chal Ye Purani Bike De Aur
Ja Kar New Bike Le Lay.”
Interviewer:
To Bataiye, Pani Ke Bina Insan Kaise Marega?
Pathan: Pani Nahi Hoga To Insan Tairega Kaise?
Aur Tairega Nahi To Doob Jayega.
To Mar Jayega…^