Usay To Kho Diya Hai Ab Najane Kis Ko Khona Hai
Usay To Kho Diya Hai Ab Najane Kis Ko Khona Hai,
.
.
.
Lakeeron Mein Judaai Ki Alaamat Ab Bhi Baqi Hai.
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Usay To Kho Diya Hai Ab Najane Kis Ko Khona Hai,
.
.
.
Lakeeron Mein Judaai Ki Alaamat Ab Bhi Baqi Hai.
Mohabbat Ki Baat Mat Kijiye Mujhe Acha Nahi Lagta,
K Ab Kisi Ki Mohabbat Pe Aitabar Karna Mujhe Acha Nahi Lagta,
Apno Se Barh K Chaha Tha Jisse Maine,
Shayad Is Tarha Se Chahna Kisi Ko Acha Nahi Lagta,
Guzar Jain Jo Din Wo Wapis Nahi Aate,
Lekin Un Dino Ko Yaad Karna Mujhe Acha Nahi Lagta,
Mujhe Maloom Hai Wo Shaks Kitna Bewafa Tha,
Kisi Ko Bewafa Kehna Mujhe Acha Nahi Lagta,
Zakhm To Bohat Diye Hain Usne Mujhe,
Zakhm Hum Bhi Dete Magar Badla Lena Mujhe Acha Nahi Lagta,
Masoom Mohabbat Ka Bas Itna Fasana Hai,
Ammi Ghar Se Nikalne Nahi Deti
Aur
Mujhe Aaj Date Pe Jana Hai
(‘.’)
<//>
_/\_ Dekho yaar thats not fair.
Teri Palkon Me Rehna Hai Raat Bhar K Liye Ay Dost,
.
.
.
Main To Ek Khwab Hon Subha Ko Chala Jaon Ga.