Gusal K Kitne Farz Hain
Molvi Ne Pathan Se Pocha Gusal K Kitne Farz Hain?
Pathan: 3
Molvi: Shabash! Kon Kon se?
Pathan:
Shampoo
Sabun
or
Tolya
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Molvi Ne Pathan Se Pocha Gusal K Kitne Farz Hain?
Pathan: 3
Molvi: Shabash! Kon Kon se?
Pathan:
Shampoo
Sabun
or
Tolya
Sokhey Phool Ko Tornay Wala Koi Nahi,
Tootay Dil Ko Jorne Wala Koi Nahi,
Kitni Mohabbat Hai Tumse Kash Tum Jan Lo,
Afsos Ye Baat Tumko Batane Wala Koi Nahi.
Dosti Pyaaz Ki Tarha Hoti Hai,
Jiska Har Parda Dosray Parday K Sath Mohabbat Se Jurra Hota Hai.
.
.
.
Is Ko Kato Gay To Sirf AANSOO Milengy.
Aye Mohabbat Tere Anjaam Pe Rona Aaya,
Jaane Kyon Aaj Tere Naam Pe Rona Aaya,
Yun To Her Shaam Ummeedon Mein Guzar Jati Hai,
Aaj Kuch Baat Hai Jo Shaam Pe Rona Aaya,
Kabhi Taqdeer Ka Matam, Kabhi Duniya Ka Gila,
Manzil-e-Ishq Mein Har Gaam Pe Rona Aaya,
Jab Hua Zikr Zamane Mein Mohabbat Ka Shakeel,
Mujh Ko Apne Dil-e-Nakaam Pe Rona Aaya.
(Shakeel Badayuni)