Kon Dewana Hansta Hai Rone K Baad
Kon Dewana Hansta Hai Rone K Baad,
Jina Phir B Pharta Hai Sab Kuch Khone K Baad,
Ye Soch K Sab Dosto Se Mafi Mangta Hon,
Shayad Phir Subah Na Ho Aaj Sone K Baad.
Good Night
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Kon Dewana Hansta Hai Rone K Baad,
Jina Phir B Pharta Hai Sab Kuch Khone K Baad,
Ye Soch K Sab Dosto Se Mafi Mangta Hon,
Shayad Phir Subah Na Ho Aaj Sone K Baad.
Good Night
Suno Aey Chand Se Sathi,
Abhi Tum Keh Rahe They Na,
Tumhe Mujhse Mohabbat Ho Nahi Sakti,
Chalo Mana K Ye Sach Hai,
Magar Aey Chand Se Sathi,
Mujhe Itna Batao Tum K,
Jab Mosam Badalte Hain,
Gullo Mein Rang Bharte Hain,
To Phir Kio Muztarib Hokar,
Akele Pan Se Ghabra Kar,
Hawa Ko Raaz Dete Ho,
Mujhe Awaaz Dete Ho,
Chalo Mana Tumhe Mujhse,
Mohabbat Ho Nahi Sakti,
Magar Itna Samajh Lo Tum,
Jahan Chahat Nahi Hoti,
Waha Nafrat K Hone Ka
Koi Imkan Nahi Hota…
Girl Apny Nabina Boy Friend Se,
Kash Tumhari Aankhen Hoti To Tum Mere Husn Ko Dekhtey.
Boy: Agar Tum Khobsorat Hoti To Kia Aankho Wale Tumhen Mere Liye Chorte?
(‘,’)\
<)(
_/”\_
Andha Hon Pagal Nahi.
Jo Shaks Apni Jaib Kharch Se Apny Dost Ki Dawat Karta Hai.
Kamyabi Hamesha Us K Qadam Chomti Hai.
|’\(‘.’)
| ‘..(>
| <|
Fer Kal Aawan??