Lamhon Mein Qaid Kar De Jo Sadion Ki Chahatien
Lamhon Mein Qaid Kar De Jo Sadion Ki Chahatien Faraz,
.
.
.
.
Hasrat Rahi Aisa Koi Apna Bhi Talabgar Hota.
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Lamhon Mein Qaid Kar De Jo Sadion Ki Chahatien Faraz,
.
.
.
.
Hasrat Rahi Aisa Koi Apna Bhi Talabgar Hota.
Aey Dost Zindagi Mein Kabhi Pyar Na Karna,
Kisi Haseen Ki Baat Ka Aitabar Na Karna,
Waday Wafa K Honge Bare Josh K Saath,
Magar Tu In K Wadoon Ka Aitbar Na Karna,
Ye Duniya Bari Sangdil Hai Tujhe Tarapta Chor Jaye Gi,
Magar To Is K Aage Faryaad Na Karna,
Main Abhi Tak Jal Raha Hon Mohabbat Ki Aag Mein,
Magar To Apni Zindagi Barbaad Na Karna.
Khushboo Kio Na Ho Gi Meri Guftago Mein Faraz,
.
.
.
.
Maine Ik Umar Guzari Hai Phool Jesay Dosto K Sath..
Dedicated to All My Flower Friends
Aisi Kaun C Cheez Hai?
Jo Kharidne Wala Khud Kabhi Pehanta Nahi Aur Pehane Wala Kabhi Kharidta Nahi,
.
.
.
.
Ans: Baby Pampers…
Hahhahahaha