Dosti Ki Wo Misal Banayen Gayn Hum
Dosti Ki Wo Misal Banayen Gayn Hum,
Aankh Band Karo Gay To Yaad Aayen Gayn Hum,
Bhar Dengay Itna Pyar Aapke Dil Mein,
K Har Dost Se Pehle Yaad Aayen Gayn Hum.
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Dosti Ki Wo Misal Banayen Gayn Hum,
Aankh Band Karo Gay To Yaad Aayen Gayn Hum,
Bhar Dengay Itna Pyar Aapke Dil Mein,
K Har Dost Se Pehle Yaad Aayen Gayn Hum.
1 Aadmi Sharab Ka Glass Samne Rakh K Ghumzada Betha Howa Tha.
Dost Aa K sath Beth Gaya. Usko Thapki Dete Howe Glass Utha K Ek Hi Ghoont Me Pi Gaya.
Or Bola:
Suna Jigar Kio Udas Hai?
Dost: Yar Aaj To Din Hi Bura Hai.
Subha BV Se Jhagra Ho Gaya,
Raste Me Car Kharab Ho Gayi.
Office Late Pohancha, Boss Ne Job Se Nikal Dia Or To Or Girl Frend b Chor Kar Chali Gayi.
Khudkashi K Liye Zeher Pene Laga Tha.
Wo Glass Tu Pi Gaya.
Apna To Din Hi Bura Hai Dost :);(
Wife: Janu aaj koi aisi baat kaho k main khush bhi ho jaon aur ghussa bhi aa jaye.
.
.
Husband: Jaan tum meri zindagi ho
aur
lannat hai aisi zindagi pe
Kehte Hain Waqt Se Pehle Aur Kismat K Bina Kisi Ko Kuch Milta Nahi,
Afsos
.
.
Unke Paas Waqt Nahi,
Apne Paas Kismat Nahi…