Zamanay K Sawalon Ko
Zamanay K Sawalon Ko Main Hans K Taal Don Lekin,
.
.
.
.
Nami Aankhon Ki Kehti Hai, Mujhe Tum Yaad Aate Ho,
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Zamanay K Sawalon Ko Main Hans K Taal Don Lekin,
.
.
.
.
Nami Aankhon Ki Kehti Hai, Mujhe Tum Yaad Aate Ho,
Ek Baat Bataon Raaz Ki?
Is Larki Se Karo Ishq.
Jis K Chehre Par Ho Saadgi,
Saanson Mein Ho Taazgi,
Chandni Ho Chand Ki,
Rani Ho Raat Ki,
Khushbo Ho Gulaab Ki,
Batain Kare Pyar Ki,
Nazuk Ho Mizaj Ki,
Achi Ho Ikhlaq Ki,
Paband Ho Namaz Ki,
Khidmat Kare Maa Baap Ki,
Aur Kahe
Main Hon Sirf Aap Ki.
Ye Ehl-e-Ishq Ki Basti Hai Ahtiyat Se Chal,
.
.
.
.
Musibaton Ki Yahan Inteha Guzarti Hai,
Uski Aankhon Mein Nazar Aata Tha Sara Jahan Mujhko,
.
.
.
.
Magar Uski Aankho Mein Khud Ko Kabhi Dekha Hi Nahi,