Na Pyar, Na Yaar
Na Pyar, Na Yaar,
Na Mohabbat, Na Dosti Yaaron,
Aaj K Is Devdas Ki Baat Mano,
Na Chander Mukhi Na Paaro,
Bas Her Aati Jati Bachchi Ko Taarro.
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Funny SMS in Urdu Language
Na Pyar, Na Yaar,
Na Mohabbat, Na Dosti Yaaron,
Aaj K Is Devdas Ki Baat Mano,
Na Chander Mukhi Na Paaro,
Bas Her Aati Jati Bachchi Ko Taarro.
Kehtay Hain K Insan Love K Baghair Nahi Reh Sakta,
Lekin
Mera Zaati Khayal Hai
K
.
.
.
.
Message Pora Parhey Baghair Bhi Nahi Reh Sakta.
Army Training k doraan 1 officer ne sipahi se pocha: Ye haath mein kia hai?
Rab Nawaz: Sir Ye bandooq hai.
Officer: Ye bandooq nahin tumhari izzat aur shan hai, tumhari Maa hai Maa.
Phir Officer ne ek Pathan Sipahi se pocha: Tumharay hath mein ye kia hai?
Pathan: Sir, Ye Rab Nawaz ki Ammi hai aur humari khaala hai.!
Taras Aata Hai Mujhy Apni Masoom Si Palko Par . . .
Jab Wo Bheeg K Kehti Hain K Hum Se Ab Kisi Aur Ki Shadi Ka Card Parha Nahi Jata. 😀
(,”) Ammi bas
<))> ab bohat hogaya