Pani Ke Bina Insan Kaise Marega
Interviewer:
To Bataiye, Pani Ke Bina Insan Kaise Marega?
Pathan: Pani Nahi Hoga To Insan Tairega Kaise?
Aur Tairega Nahi To Doob Jayega.
To Mar Jayega…^
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Funny Tagged SMS
Interviewer:
To Bataiye, Pani Ke Bina Insan Kaise Marega?
Pathan: Pani Nahi Hoga To Insan Tairega Kaise?
Aur Tairega Nahi To Doob Jayega.
To Mar Jayega…^
This Special Poem is dedicated to all my unmarried Friends.
Ek Din Zindagi Aise Muqaam Par Pohanch Jaye Gi,
Dosti To Sirf Yaadon Me Hi Reh Jaye Gi,
Godi Me Bache Honge or Aap Papa Kehlayen Gy,
Or Phir Zindagi Cerelac or Feedar Tak Reh Jaye Gi,
Susraal K Chakkron Me Driver Ki Saza Nazar Aaye Gi,
Paisa To Bohat Hoga Magar Usay Tumhari BV Lutaye Gi,
G Lo Khul Kar Is Pal Ko Doston,
Q K Zindagi In Palon Ko Phir Se Nahi Dohraye Gi.
G A Kanwarapan
Biwi (Shohar se): Ap To Kehte The K
Shadi K Baad Bhi Mujhe Khoob Pyar Karoge.
Shohar: Sorry Yaar!
Mujhe Maloom Nahi Tha K Tumhari Shadi Mujhse Hogi.
“Ek Pyari Baat”
Jab Kisi Ka Khaloos Dekho To uski Qadar Karo.
Aur
Jab Kisi Ki Nafrat Dekho
To
Waat Maar Do Saley Ki <<]]]]