Ek Aadmi ne dozakh se America call kia

Ek Aadmi ne dozakh se America call kia to Rs. 300 bill bany.

Agly din UK cal kia to Rs. 250 bill bany.

Phir us ne kuch dino baad Pakistan call kia to Rs. 3 bill aaya to wo heran howa k itna kam????
Farishtay se wajah pochi to farishtay ne bataya:

Dozakh to dozakh local charges hain yaaaaaaaaaaar.

Happy Loadshedding Day

P O E M
Bijli hoon main bijli hoon,
Pakistan ki Titli Hoon,

Adha Ghanta Aati Hoon,
8, 8 Ghanta Jaati Hoon,

Uper Phankha Sota Hai,
Neechey Banda Rota Hai,

Banday ki Jaan Jaati Hai,
Bijli Us Ko Tarpati Hai,

Bijli Main Nirali Hoon,
Bohat Nakhray Wali Hoon.

Happy Loadshedding Day
Moombatti Jala K Geo

Mene apne DiL se pochha

Mene apne DiL se pochha Mujhe raat bhar neend q nahi aati?

Mere DiL ne kaha. .   .

Drama mat kar, Kamine tu dopehar me jo so leta hai

<(‘.’)   Oh shit
@@> me samjha
// mujhe pyar hogya hy