Us Bewafa Ki Yaad Me
Us Bewafa Ki Yaad Me Jaam Hathon Me Utha Liya
.
.
.
.
Phir Lagaya Bread Pe Aur Fatafat Kha Liya.
(“,)>
<))
./|
Moral: Sarey Aashiq Sharabi Nahi Hotay.
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Us Bewafa Ki Yaad Me Jaam Hathon Me Utha Liya
.
.
.
.
Phir Lagaya Bread Pe Aur Fatafat Kha Liya.
(“,)>
<))
./|
Moral: Sarey Aashiq Sharabi Nahi Hotay.
Kal Sehan Mein Hum Bad-e-Saba Dhondte Rahe,
Bichar K Tujhse Tera Pata Dhondte Rahe,
Jo Dekha b Kisi Ko dekha Tere Tasawur Mein,
Hum Chehron Mein Chehra Tera Dhondte Rahe,
Jo Baat b Ki Kisi Se To Ki Tere Hawale Se,
Hum Lehjon Mein Lehja Tera Dhondte Rahe,
Meri Deewangi Mein Kuch Qasoor Mera To Na Tha,
Tamam Kissay Mein Hum Apni Khata Dhondte Rahe,
Kabhi Kho Kar Paya Tujh Ko Kbhi Pa K Khoya,
Teri Jafaon Mein Hum Apni Wafa Dhondte Rahe.
British: Why you have So Many Masjids and visits them,
if Allah is everywhere?
Muslim: Air is everywhere,
but we still need a fan to give us air.
Waqif Nahi Tum Apni Nigahon K Asar Se,
.
.
.
Es Raaz Ko Pocho Kisi Barbaad-e-Aazar Se.