Masoom Mohabbat Ka Bas Itna Fasana Hai
Masoom Mohabbat Ka Bas Itna Fasana Hai,
Ammi Ghar Se Nikalne Nahi Deti
Aur
Mujhe Aaj Date Pe Jana Hai
(‘.’)
<//>
_/\_ Dekho yaar thats not fair.
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Masoom Mohabbat Ka Bas Itna Fasana Hai,
Ammi Ghar Se Nikalne Nahi Deti
Aur
Mujhe Aaj Date Pe Jana Hai
(‘.’)
<//>
_/\_ Dekho yaar thats not fair.
Teri Palkon Me Rehna Hai Raat Bhar K Liye Ay Dost,
.
.
.
Main To Ek Khwab Hon Subha Ko Chala Jaon Ga.
Jab Guzar Jaye Gi Bahar To Kia Karo Gay,
Yaad Aaye Ga Mera Pyar To Kia Karo Gay,
Satate Ho Aise Jaise Ajnabi Hon Main,
Jab Roothe Ga Tumse Yaar To Kia Karo Gay,
Apnao Gay Kisi Aur Ko Mujhe Tanha Chor Kar,
Usse Hoga Na Tumse Pyar To Kia Karo Gay,
Aakhir Laut Aao Gay Tum Meri Rahon Pe,
Phir Milega Na Phela Pyar To Kia Karo Gay,
Abhi To Hanstay Ho Meri Wafaon Pe Mohsin,
Yaar Phir Rona Bhi Hoga Bekar To Kia Karo Gay.
Professor: Chemical symbol of Barium?
Sardar: BA
Professor:For sodium?
Sardar: NA
Professor: What will we get if 1 atom of BA
& 2 atoms of NA combined?
.
.
.
Continue reading “Chemical symbols & sardar” →