Agar aap ko afsos hai
Agar aap ko afsos hai k aap k life me intezar karne wala koi nahi
to
1 ghante k liye
bath room me ja k beth jain
koi na koi bahir zaror intezar kar raha hoga. 😛
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Agar aap ko afsos hai k aap k life me intezar karne wala koi nahi
to
1 ghante k liye
bath room me ja k beth jain
koi na koi bahir zaror intezar kar raha hoga. 😛
Insan apni marzi k khilaaf duniya mein aata hai
aur apni khuwahish k khilaaf yahaan se chala jata hai
bachpan mein farishta
jawani mein shaitaan
aur
burrhaape mein bewaqoof samjha jata hai
ghareeb hai
to fazool hai
ameer hai
to maghroor hai
khairaat karta hai
to shuhrat ka bhooka
nahi karta
to kanjoos hai
mazhab parast hai
to makkaar hai
mazhab se door hai
to gunnahgaar hai
duniya mein aata hai
to har koi usey choomna chahta hai
duniya se jaane k baad har koi us se jaan chhuraana chahta hai
aakhir is INSAAN ki haqeeqat kia hai??
Wo jo tujh ko bhooly hain to tujh pe bhi lazim hai Mir,
.
.
.
.
Khaak daal, Aag laga, Naam na ly, Yaad na kar.
kuch yaadain yaad rakhna,
kuch baatain yaad rakhna,
umer bhar sath rahain ya na rahain,
hum sath rahe thay kabhi,
Ye yaad rakhna,