Dil Ka Khayal Aapse Keh Doon
Lakhon Ki Ginti Mujhe Nahi Aati Par Ek Dil Ka Khayal Aapse Keh Doon.
K
Pani Ka Har Qatra Agar “Dua” Ban Jaye To Tohfay Mein Aapko Sara “Sumandar” De Doon.
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Lakhon Ki Ginti Mujhe Nahi Aati Par Ek Dil Ka Khayal Aapse Keh Doon.
K
Pani Ka Har Qatra Agar “Dua” Ban Jaye To Tohfay Mein Aapko Sara “Sumandar” De Doon.
Doctor: Aap K Shohar Ko Mukamal Sakon Ki Zaroroat Hai. Ye Neend Ki Golian Hain.
Biwi: Ye Main in Ko Kis Waqt Don.
Doctor: Ye Aapne Khani Hain. 🙂
Teri Pasand Meri Chahat Ban Jaye,
Teri Muskurahat Dil Ki Rahat Ban Jaye,
Khuda Khushiyon Se Itna Khush Karde Tujh Ko,
K Tujhe Khush Dekhna Meri Aadat Ban Jaye.
Humsafar Wo Nahi Jo Tumhara Puri Zindage Sath Nibhaye,
Balky
.
.
Humsafar To Wo Hai Jo Aap Ko Chand Lamhon Mein Pori Zindagi De Jaye.