Apni Jaib Kharch Se Apny Dost Ki Dawat
Jo Shaks Apni Jaib Kharch Se Apny Dost Ki Dawat Karta Hai.
Kamyabi Hamesha Us K Qadam Chomti Hai.
|’\(‘.’)
| ‘..(>
| <|
Fer Kal Aawan??
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Jo Shaks Apni Jaib Kharch Se Apny Dost Ki Dawat Karta Hai.
Kamyabi Hamesha Us K Qadam Chomti Hai.
|’\(‘.’)
| ‘..(>
| <|
Fer Kal Aawan??
Is Imtehan Mein Hoon Dil Ka Hisab Kis Ko Doon,
Hisab-e-Ishq Pe Likhi Kitab Kis Ko Doon,
Har Aik Shakhs Ko Mujh Se Bohat Mohabbat Hai,
Sawal Ye Hai Wafa Ka Jawaab Kis Ko Doon,
Mera Khuloos Mohabbat Wafa Hai Sab K Liye,
Sochta Hon K Lab-e-Lubaad Kis Ko Doon,
Mere Liye To Sabhi Log Aik Jaise Hain,
Sukoon Kis Ko Doon Main Izteraab Kis Ko Doon,
Hojoom-e-Husn K Meley Main Sochta Hoon Main “Wasi”
Haath Main Thama Gulaab Kis Ko Doon.
3 Log Marne K Baad Jannat K Darwaze Par Pohanche.
1st Bola: Main Molvi Hon Mene Zindagi Bhar Ibadat Ki Mujhe Andar Aane Do.
Awaz Ayi: Next.
2nd: Main Doctor Hon. Mene Zindagi Bhar Logo Ki Help Ki Mujhe Andar Aane Do.
Awaz Ayi: Next.
3rd: Main Shaadi Shuda Hun
Awaz Ayi: Bas Kar! Rolayega Kia Chal Andar Aaja.
SCHOOL LIFE :
Aata Hai Yaad Wo School Ka Zamana,
Wo Teacher Ko Tapana Phir Madam K Pas Jana,
Wo Ek Dosre Ko Bachana,
Koi Ek Pareshan Ho To Sab Ka Mil K Samjhana,
Wo Sath Beth Kar Hasna Muskurana,
Shararat Kar K Chup Jana,
Wo Urdu Aur Islamiat K Period Me Sojana,
Teacher K Jane K Baad ‘Oooh Shukar’ Ka Nara Lagana,
Na Bhulain Gay Wo Din Aur Na Wo Batain,
Agar Kuch Hai To Bas Yaadain He Yaadain.
Dedícätéd 2 All School StUdeNts…