Mujhe Ye Naaz Ke Main Husn Ka Musawar Hon
Mujhe Ye Naaz Ke Main Husn Ka Musawar Hon,
.
.
.
.
Unhain Ye Fakhar K Tasveer To Humari Hai.
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Mujhe Ye Naaz Ke Main Husn Ka Musawar Hon,
.
.
.
.
Unhain Ye Fakhar K Tasveer To Humari Hai.
Teacher: I Love You. Kis ne ijaad kia?
Boy: China Ne!
Teacher: Wo Kese?
Boy: Kio K is ki na koi warranty hai na koi Gurantee.
Chale to chand tak
Na chale to sham tak 🙂
Raiza Raiza Hai Mera Aks To Hairat Ye Hai,
.
.
.
.
Mera Aaina Salamat Hai To Toota Kia Hai.
Wafa Karne Se Mat Ghabra, Sila Janey, Khuda Janey,
Diye Raah Mein Jalata Ja, Hawa Janey, Khuda Janey,
Khizaan K Khauf Se Maali To Buzdil Ho Nahi Sakta,
Chaman Aabad Rakh Apna, Baad-E-Saba Janey, Khuda Janey,
Mareez-E-Ishq Ko Dilbar Dawa Ki Kiya Zarorat Hai,
Marz Janey, Dawa Janey, Shifa Janey, Khuda Janey.