Jahan Sabzi Wahan Dalda
Larka (Burqay Wali Ko Cherte Howe)
Jahan Sabzi Wahan Dalda,
Kesi Ho Meri Khalida,
Burqay Wali:
Ghor Se Dekh Manhoos
Na Dalda Na Khalida,
Main Hon Teri Walida.
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Larka (Burqay Wali Ko Cherte Howe)
Jahan Sabzi Wahan Dalda,
Kesi Ho Meri Khalida,
Burqay Wali:
Ghor Se Dekh Manhoos
Na Dalda Na Khalida,
Main Hon Teri Walida.
Ye Acha Hai K Koi Chahta Nahin Hai Humain Faraz.
.
.
.
.
Kisi Ki Aankh To Num Nahin Hogi Humarey Marnay K Baad.
Pankhay Se Latki Hoe Laash,
Khirki Se Dekhti Hoe Rooh,
Bed K Nechay Bethi Hoe Churail,
Washroom Me Chuppa Howa 4 Hathon Wala Aadmi,
Kamray Mein Chalty Phirty Safed Chadar Mein Buzurg,
Kamre K Bahir Se Dekhta Howa Sir Kata Chota Bacha,
En Sab Ki Taraf Dhiyan Mat Dena
Aaram Se Sona…
Bhoot Night
Manzilon Ko Pany Ki Tarap Ho Jin Ko Faraz,
.
.
.
.
Wo Yun Kaam Chor Kar Message Parha Nahi Karte…
😛