20 ka balance dalwa do

Yaar aap jo koi bhi ho merey number pe 20 ka balance dalwa do main is waqt bathroom main hon aur ammi se chupp kar bachi se baat kar raha tha k balance khatam ho gaya hai. Main aap ko yaqeen delata hon,
poti karte hi haath dho kar aap ka balance lota donga.

Please meri majbori ko samjho.
Hurry up Plz..

Kuch Rishte Rab Banata Hai

Kuch Rishte Rab Banata Hai,

Kuch Rishte Log Banaty Hain,

Par Kuch Log Bina Kisi Rishte K Hi Rishte Nibhate Hain,

Shayad Wohi Log Dost Kehlate Hain…………………………