Jannat Ki Talaash by admin Main Barson Se Jannat Ki Talaash Main Nikla Hua Tha Faraz, . . . Lekin Thak K Aaj Phir MAA K Qadmo Main Aa Gira.
Woh meri qabar pe aaya by admin Woh meri Qabar pe aaya or khul k ro na saka Faraz, . . . Kitna khayal tha ussay mere sukoon ka.
Main to pehle hi sugar ka by admin Main to pehle hi sugar ka mareez hon faraz, . . . . Aur woh kehti hai, Pyar di ganderi choos ley.
Kisi phool se mohabat karna by admin Pehle khushbon K mizaaj se Aashna to ho jao Faraz, . . . Phir kisi gulistan mein kisi phool se Mohabat karna.