Maray pukhta iraday
Maray pukhta iraday khud mairi takdeer badlain gay Faraz,
.
.
.Meri kismat mohtaj nahi hathon ki lakeron ki.
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Maray pukhta iraday khud mairi takdeer badlain gay Faraz,
.
.
.Meri kismat mohtaj nahi hathon ki lakeron ki.
Meri Rooh Nikalne Wali Hogi,
Meri Saans Bikherne Wali Hogi,
Phir Daman Zindagi Ka Choote Ga,
Dhaaga Saans Ka Bhi Toote Ga,
Phir Wapis Hum Na Aayenge,
Phir Hum se Koi na Roothe Ga,
Phir Aankhon main Noor Na Hoga,
Phir Dil Gham Se Choor Na Hoga,
Us Pal Tum Hum Ko Thaamo Ge,
Hum Se Dost Apna Maango Ge,
Phir Hum Na Kuch Bhi Bolen Ge,
Aankhain Bhi Na Kholen Ge,
Us Pal Tum Ro Do Ge,
Hum Ko Tum Kho Do Ge …
***By Ahmed Faraz***
Wähän se ik pani ki boond na nikal saki Faraz,
.
.
.Tamam umar jin aankhon ko hum jheel likhtey rahy.
Faraz Aaj Sheher-e-Ishq Bhi Hay Mohabbat Say Khaali
.
.
.
.
.Kameez Teri Kaali Tay Sohnay Phulla Wali………..