Bohat roye kisi ki yaad ko by admin Bohat roye kisi ki yaad ko seenay se laga kar Faraz, . . . Ziker-e-KHUDA Kertay to aaj WALI hotay.
Taash ke paton ki manind by admin Taash Ke Paton ki Manind hai Zindage Meri Faraz, . . . Jis Kisi ne bhi Khela Taqseem Kar Diya Mujhey.
Itna na yaad aaya karo by admin Itna na yaad aaya karo k raat bhar so na sakain Faraz, . . . Subah ko surkh Aankhon ka sabab poochtay hain loog.
Main simatnay k liye her bar by admin Main simatnay k liye her bar tum se milta hon Faraz, . . . Tum se milta hon to kuch aur bikhar jata hon….