Main ne yeh soch ker
Main Ne Yeh Soch Ker Tasbhi He Tor Di Faraz,
.
.
.Kia Gin Gin Ker Mango Us Se Jo Behisab Deta Hai.
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Main Ne Yeh Soch Ker Tasbhi He Tor Di Faraz,
.
.
.Kia Gin Gin Ker Mango Us Se Jo Behisab Deta Hai.
Aankh Se Door Na Ho Dil Se Utar Jayega,
Waqt Ka Kya Hai Guzarta Hai Guzar Jayega,
آنکھ سے دور نہ ہو دل سے اتر جائے گا
وقت کا کیا ہے گزرتا ہے گزر جائے گا
Itna Manoos Na Ho Ḳhalvat-e-Gham Se Apni,
Tu Kabhi Ḳhud Ko Bhi Dekhega To Dar Jayega,
اتنا مانوس نہ ہو خلوت غم سے اپنی
تو کبھی خود کو بھی دیکھے گا تو ڈر جائے گا
Continue reading “Aankh se door na ho dil se utar jayega” →
Bus woh shaks acha laga, saaf Keh dala Humne Faraz,
.
.
.Dil ki baat hai Humse MunafiqaT na ho saki.
Log Pather Ko Khuda Maan Kar Bhi Masoom Hi Rahe Faraz,
.
.
.Hum Ne Aik bulbul Ko Chahha To Gunahgar Ho Gaye.