Parindo k labo pe TILAWAT jaag jati hai,
Subah darkkhaton pe IBADAT jaag jati hai,
Muqarrar waqt nahi hai koi uski NAWAZISH ka,
Usey jab bhi pukaro uski REHMAT jaag jati hai,
Subah Bakhair
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression