Main jub gaana gaati hoon
Wife: Main jub gaana gaati hoon,
to aap balcony mein kion chale jate ho?Husband: Ta k kahin muhalle wale aisa na samjhe
k main tumara gala daba raha hoon…………..
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Husband Wife SMS
Wife: Main jub gaana gaati hoon,
to aap balcony mein kion chale jate ho?Husband: Ta k kahin muhalle wale aisa na samjhe
k main tumara gala daba raha hoon…………..
Shoher: Ye Tum Mujh Ko Bharay Bazar Mein
A.G. Kion Kehti Ho?Biwi: Ab Bharay Bazar Mein
“Abey Gadhay” Kahun Gi
To Kia Acha Lagay Gaaa.
Harbhajan ne apni Biwi se pochcha:
Kia main tumhara pehla pyar hoon?
Biwi Boli: Ker di na sardaro wali baat,SPINNERs ko kabhi opening milti hai kia.
Wife: Main Tumhari Zindagi Ki Kitab Hun.
Husband: Yehi Tu takleef hai
Dairy Hoti To her saal change kar leta.