Kahin Tanha Na Kar De Tujhe
Kahin Tanha Na Kar De Tujhe Munfrid Rehne Ka Shoq Faraz,
.
.
.Jub Din Dhale Tu Kisi Se Haal-e-Dil Keh Dia Kar.
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Faraz SMS
Kahin Tanha Na Kar De Tujhe Munfrid Rehne Ka Shoq Faraz,
.
.
.Jub Din Dhale Tu Kisi Se Haal-e-Dil Keh Dia Kar.
Uske honton ki izzat ka khayal aata hai Faraz,
.
.
.Warna phoolon ko to hum sar-e-aam choom liya karte hain.
Mujhe Kehta Hai Jhooti Hain Teri Beykar Si Baatein Faraz,
.
.
.Magar Lagta Hai Wo Meri Unhi Baaton Pe Marta Hai.
Raabtey iss liye main torr raha hoon sub se Faraz,
.
.
.Mer bhi jaon to kisi aankh main aansoo na milain.