Likhay Thay Jitnay bhi Khat
Likhay Thay Jitnay bhi Khat tumnay mujhay Faraz,
.
.
.
.Wo sub abbu nay parh liye Khol Ker Daraaz.
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Faraz SMS
Likhay Thay Jitnay bhi Khat tumnay mujhay Faraz,
.
.
.
.Wo sub abbu nay parh liye Khol Ker Daraaz.
Bara Mushkil hai MISS se pyar karna Faraz,
.
.
.
.
.
.Love Letter bheja tha. Home work samajh k check kar diya.
Ab wo rooz phone pe nakhron se bat karti ha Faraz,
.
.
.
.Main ne 1 bar he kaha tha sohni de nakhray menu sohnay lagday.
Wo apney faidey ki khatir phir aa mila hay hum se FARAZ,
.
.
.Hum nadan samjhey ke hamari Duaaon main asar hai.