Main ek aansoo hi sahi by admin Main ek aansoo hi sahi, hoon bohat anmol magar Faraz . . . Yun na palkon se gira ker mujhe mitti main mila
Bad naam howey hum shehar mai by admin Bad naam howey hum shehar mei jiski wajah se Faraz. . . . Os shaks ko kabhi hum ne jee bhar k dekha bhi nahi.
Main is liye mismar khud ko by admin Main is liye mismar khud ko ker raha hun Faraz . . . K tere haath se tameer hona chahta hun !
Ye wafa to un dinon ki by admin Ye wafa to un dinon ki baat hay Faraz, . . . Jub makan kachay or log sachay howa kartey they.