Rooth jane ki ada by admin Rooth jane ki ada hum ko bhi aati hai Faraz, . . . Kaash hota koi hum ko bhi manane wala..!
Hoti hai bari zalim by admin Hoti hai bari zalim yaktarfa mohabbat FARAZ . . . Wo yaad to aatay hain per yaad nahi kartay.
Aap chahay bhula dain hamain by admin Aap chahay bhula dain hamain ek pal main hi, Faraz . . . Aapko bhulanay main shayad hamain zamana lagay
Mohabat mili to neend by admin Mohabat mili to neend bhi apni na rahi Faraz, . . . Gum naam zindagi thi to kitna sakoon tha !!!