Bhala hathon ki lakeerain
Bhala hathon ki lakeerain b Mitti hain Faraz,
.
.
.Kitna pagal hai mera naam mitaanay wala.
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Bhala hathon ki lakeerain b Mitti hain Faraz,
.
.
.Kitna pagal hai mera naam mitaanay wala.
Teri kashti-e-mohabbat mein kia sawaar huway Faraz,
.
.
.Samndar-e-ishQ bhi khushk ho gaya hamari pyaas daikh kar.
Main us ka hoon, ye raaz tu wo jan gaya hai Faraz,
.
.
.Wo kis ka hai ye sawal mujhe sonay nahin deta.
Agar Manzar-e-ishq daikhna hai,
to samandar ko ja ker daikh Faraz,
.
.
.Jis ki lehrein milne aati
hain saahil ko bar bar.