kon pareshaan hota hai by admin Kon Pareshaan Hota Hai Tere Ghum Se Faraz, . . . Woh Apni He Kisi Baat Pe Roya Hoga.
Jo marty hain kinaron pe by admin Samander mein fana hona to qismat ki kahani hai Faraz, . . . Jo marty hain kinaron pe, mujhe dukh un pe hota hai.
Ye zameen ki fitrat hai by admin Ye zameen ki fitrat hai k her cheez ko jazb kr leti hai, FARAZ, . . . warna maire aansoo ka ek alag samander hota.
Ye masoomiat ka kon sa andaaz hai by admin Ye Masoomiat Ka Kon Sa Andaaz hai Faraz, . . . Per Kaat K Kehnay Lagey Ab Tum Azaad Ho.