Ab ke sawan mein paani barsa bohat
Ab ke sawan mein paani barsa bohat,
Paani ki her bond mein woh aaye yaad bohat,
Is suhaane mausum mein saath nahi tha koi,
Baadalon ke saath in aankhon se paani barsa bohat.
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Ab ke sawan mein paani barsa bohat,
Paani ki her bond mein woh aaye yaad bohat,
Is suhaane mausum mein saath nahi tha koi,
Baadalon ke saath in aankhon se paani barsa bohat.
Ae barish zara tham k baras,
jab mera yaar aa jaye to jam k baras,
pehle na baras ki woh aa na sake,
phir itna baras ki wo jaa na sake.
Aaj halki halki baarish hay,
Aaj sard hawa ka raqs bhi hay,
Aaj phool bhi nikhray nikhray hain,
Aaj un main tumhara aks bhi hay,
Happy First Rain of Winter
The Taste Of Oranges
The Walk In Frost
The Golden Sunlight
The Beauty Of Autumn Colors
The Magic Of Wet Red Leaves
***Happy First Rain of Winter***