Dua Aur Koshish Se Baat Na Baney To
“Jab Dua Aur Koshish Se Baat Na Baney To Faisla ALLAH Par Chorr Do
ALLAH Apne Bandon K Barey Mein Behtr Faisla Karta hai”
HAZRAT ALI (A .S)
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Islamic SMS in Urdu Language
“Jab Dua Aur Koshish Se Baat Na Baney To Faisla ALLAH Par Chorr Do
ALLAH Apne Bandon K Barey Mein Behtr Faisla Karta hai”
HAZRAT ALI (A .S)
Aaj Ki Pyari Baat
Bacha Duniya mein sirf 1 Hunar le kar Aata hai, Wo hunar hai
“RONA”
aur Usy kuch nahi Aata, Or wo us 1 Hunar se apni maa se sab kaam karwa leta h Is leya Apnay RAB k samny “RONA” sekho or Apne “RAB” ko mana lo,
Jo 70 Maaon se Zyada pyar Karne wala hai.
Ye bohat hi pyari Dua hai… . .
Ya ALLAH is se pehle k maut humein ruswa karde . .
“TU” humare jism humari roh ko acha karde, . .
Ye jo halat hai humari humne hi banayi hai, . .
Jaisa “TU” chahta hai ab wesa karde, . .
Humare her faisle mei TERI raza shamil ho, . .
Jo TERA hukm ho wo humara irada karde, . .
Hum mein jo beemar hen unko TU acha karde, . .
Aur jo ye dua aage bheje uski aur meri her jayez tamanna puri karde…. . .
>>>Aameen<<<
,,,” Night Wish “,,,
Jis Khwab Mein Ho jaye Didar-e-Mustafa Haasil,,,
.
.
.
Aye Rab Kabhi Humko Bhi Wo Neend Sula dey….!!!
(Ameen)
ALLAH HAFIZ
Shab Bakhair