Naiki ker k aisay bhool jaya karo
Sunehri baat
Naiki ker k aisay bhool jaya karo
jaisay
shadi karnay k baad
shohar muskurana bhool jata hai 🙂
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Funny SMS in Urdu Language
Sunehri baat
Naiki ker k aisay bhool jaya karo
jaisay
shadi karnay k baad
shohar muskurana bhool jata hai 🙂
Aik admi k ghar k samne gadha mara para tha.
Usne municipal committe ko phone kia aur kaha;
Mere ghar k samne gadha mara para hai uthwa len
Jawab mila;
Wahin dafan kar do.
Us admi ko ghussa to bohat aaya per tahamul se bola;
G main dafan karny laga tha magar marhoom k bachon ko itlaa to karni thee naa 😀
Best Kharidari:
Husband ne paan kharid k wife ko dia.
Wife: Aap ne apne liye kio nahi liya?
Husband: Main to wese hi khamosh reh sakta hon 🙂
,__(“,)__,
___ ))
___./|_
Uffff kitni jaldi subah ho gai pata hi nahi chala!!!!
Good Morning
Subha Bakhair