Aaj k devdaas ki bat maano
Na pyar, na yaar, na mohabbat, na dosti yaro,
Aaj k devdaas ki bat mano,
na chandar mukhi na paaro,
bas har larki ko aankh maaro
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Funny Poetry in Urdu Language , Urdu Mazahiya Shayari , Urdu Mazahiya Ashaar
Na pyar, na yaar, na mohabbat, na dosti yaro,
Aaj k devdaas ki bat mano,
na chandar mukhi na paaro,
bas har larki ko aankh maaro
Hai tu agar mera dilbar,
Hai tu agar mera dilbar,
..
.
.
To aaj ke lunch ka bill tu bhar
Dil ka dard dil torrne waley kiya jaaney,
Pyar ke rivajon ko zamana kiya jaaney,
Hoti hai kitni takleef larrki ko pataney mein,
Ye ghar pe baitha larki ka baap kiya jaaney
Hum chat par charhe patang urane ke bahane,
Wo bhi chat par aayi kapde sukhane ke bahane,
Uske mummy ne jo dekha ye haseen nazara,
Jhadu le aayi wo bandar bhagane ke bahane.