Mobile ki Zakat kia hai

Maine Molvi sahab se pocha: Mobile ki Zakat kia hai?

Boly kuch nahi bas kuch Faqiron ko SMS ker do.

To Maine kar dia.

Aap mat karna faqir pe Zakat Farz nahi hai…

Please Don’t Mind

😀

Mujhay kuch tum se kehna hai

Zara Thehro…!
Chalay jana…!

Mujhay kuch tum se kehna hai,

Bohat waqt nahi Laina,

Mukhtasir si baat karni hai,

Na Dukh apne Sunane hai,

Na koi Faryad karni hai,

Na ye Maloom karna hai k Halat kaisay hain,

Tumhary Humsafar Tumhary sath kaisay hain,

Na ye maloom karna hai k din raat kaisay hain,

Mujhay bus itna he kehna hai,

K

.

.

.

Tumhari Light Aa gaee kia?

Humari to gaee hoee hai…