Pholon ka Guldasta
Pyar:
aik khoobsorat jazba
Dil:
aik khoobsorat Ghar
Zindagi:
aik khoobsorat Safar
Dosti:
aik khoobsorat Rishta
Aur aap
in tamam khoobsorat
Pholon ka Guldasta
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Pyar:
aik khoobsorat jazba
Dil:
aik khoobsorat Ghar
Zindagi:
aik khoobsorat Safar
Dosti:
aik khoobsorat Rishta
Aur aap
in tamam khoobsorat
Pholon ka Guldasta
Sunehri baatein:
* Kisi k ghar jany se pehly light ki timing poch lo.
* Waqt ki pabandi wapda walon se sekho
* 2012 mein pagal log light ki waja se hon gay.
* Agar kisi se dosti karo to dekh lo un k pas generator ya UPS hai.
* Acha dost wohi jo aap ko garmi me hawa de
Please ye ghazal chahiye kahi se bhi dhond den.
.
.
.
.
.
.
Name: ghazal
age: 23 yrs
Height: 5ft 4inch
hair: black
eyes: blue
color: white silk…
Boseeda Porany Kisi Samaan Me Rakh De,
Ya Phir Kisi Tootay Howe Guldan Me Rakh De,
Chahat K Charaghon Ko To Jalna Hai Jalen Gay,
Tu Inko Utha Kar Bhalay Tofaan Me Rakh De,
Maarny K Liye Shokh Tabasum Hi Bohat Hai,
Ye Zehr-E-Halahal Kisi Muskan Me Rakh De,
Saansen Na Chuka Paya Hon Qeemat Jo Wafa Ki,
Ab Jism Ki Matti Ko Bhi Tawan Me Rakh De,
Saghar Tere Ashaar Yahan Kon Sunay Ga,
Be Rabt Khayalat Ko Deewan Me Rakh De.