Holi aata hai barsh me ek bar
Holi aata hai barsh me ek bar,
Lata hai khushiya hajar,
Chhor jata hai kuchh aisa asar,
Ki rahta hai sabko iska intjar.
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Holi aata hai barsh me ek bar,
Lata hai khushiya hajar,
Chhor jata hai kuchh aisa asar,
Ki rahta hai sabko iska intjar.
Holi ke rang me rang jayiye,
Sare shikwe gile bhula ke,Deta yah paigam hame,
Rahen sabse dil mila ke.
Barish ho rang ka,
Khushi our umang ka,Holi manaye kuchh is tarah,
Sath chhute na apno ke sang ka.
Jab bhi aaye holi laye khushi itni,
Ki jindag bhar khushi kam na ho,
Dua hai apki jindagi ka har din holi ho,
Bhale hi us holi me ham na ho.