Ai Khuda aaj barsaat ho jaye

Ai Khuda aaj barsaat ho jaye,

kam se kam ek katori paani bhar jaye,

jo SMS nehi karte hain,

uska mobile us me doob jaaye.

Na rahega phone,

Na bajegi tone.

Mosam shabab ka

Mosam shabab ka

nasha sharab ka

parda janab ka

aur rang gulab ka

in mein sab sey haseen to dekho

sms parhne wala “mendak talab ka”

Tumhari badi yaad aa rahi hai

Hi jaan___
Kya haal hai jaan___
Kaha ho jaan___
Kab miloge jaan___
Tumhari badi yaad aa rahi hai jaan___
.
.
.
Ziada khush na ho.
Her blank ___ mein “wer” word add kar lena.