May Allah bless u
*EID MUBARAK*
May Allah bless u with a lot of happiness, success and good health in ur future life, Ameen.
Best regards
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
*EID MUBARAK*
May Allah bless u with a lot of happiness, success and good health in ur future life, Ameen.
Best regards
||” ,+”+, ,+”+, ‘”|||| ‘+, DIL ,+’ ||||,,,, ‘+,+’ SAY HM ,+”+,+”+, ‘+, AP ,+’ ‘+,+’ KO KEHTY HAN
|==========|
Eid Mubarak
|==========|
Allah aap ko & apki faimly ko hmsha khush rakhy
:-){Ameen}:-)
Kaghaz Kay Phool
Samjhay Thay Hum Kiyun Unhein Zindagi,
Chaahi Thi Kiyun Hum Nay Un Say Khushi,
Kisi Ki Nahi Ye Thi Apni Hee Bhool,
NiKlay Wo Kaghaz Kay Phool, Ye Hain Kaghaz Kay Phool …
Bahaaron Kay Rang, In Mein Khushbu Kahaan,
Khizaaon Mein Bhi Ye To Lagtay Jawaan,
Hai Daaman Mein Apne Bharay Hum Nay Shool,
NiKlay Wo Kaghaz Kay Phool, Ye Hain Kaghaz Kay Phool …
Chhorra Tha Hum Nay Jis K Liye Ye Jahaan,
Manzil Ko Niklay, Pohnchay Kahaan,
Paayi Hum Nay Un Raahon Ki Dhool,
NiKlay Wo Kaghaz Kay Phool, Ye Hain Kaghaz Kay Phool …
Contributed : Zahid Shah
Kia Saans Ka Bharosa Kahan Sath Chorr Jaye,
.
.
.
Mere Sab Aziz Dosto Mujhe Maaf Kar K Sona.
“Good Night”