A Happy Husband comes home from Friday Prayers.

A Happy Husband comes home from Friday Prayers.

He Greets His Wife & Lift Her Up, He then Carries Her around the House with a Smile.

The Surprised Wife asks, did the Moulvi Saab Preach about being Romantic Today?
Husband says, No, He said we must always carry our burdens & sorrows with a Big Smile.

Burai Ki Misaal Aisi Hai Jesay Pahaarr

Burai Ki Misaal Aisay Hai Jesay Pahaarr Se Nichay Utrna,
Aik Qadam Uthao To Baqi Uthtey Chaley Jatey Hain.

Aur Achchai Ki Misaal Aisay Hai Jesay Pahaarr Par Charhna,
Har Qadam Pichlay Qadam se Ziada Mushkil,
Magar Hamesha Bulandi Milti Hai. ^^ *Allah Ho Akbar*

Jab Koi Kaam Tumhari Marzi k Mutabik Ho

Jab Koi Kaam Tumhari Marzi k Mutabik Ho Jaye
To Shukar Ada Kro K Allah Ne
Tumhari Marzi Ko Itni Ehmiyat Di.

Aur Agar Tumhari Marzi K Khilaf Ho To
Aur Ziada Shukar Ada Kro K Ab Wo
Allah Ki Marzi Se Ho Ga
Jo Humari Marzi Se Behtar Aur Bohat Afzal Hay.

Ho Gaye Rukhsat Ghata Barish Ke Baad

Ho Gaye Rukhsat Ghata Barish Ke Baad,
Aik Diya Jalta Raha Barish Ke Baad,

Meray Behtay Huyey Anson Ko Dekh Ker,
Ro Pari Thandi Hawa Barish Ke Baad,

Meri Tanhai Ka Daman Tham Ker,
Kuch Udasii Nay Kaha Barish Ke Baad,

Yaad Teri Orh Ker Main So Gaya,
Khwab Ka Daar Khul Gaya Barish Ke Baad,

Chand Dekh Ker Badlon Ki Qaid Main,
Aik Sitara Ro Dia Barish Ke Baad,

Apnay Ghar Ki Her Katchi Dewar Per,
Naam Tera Likh Dia Barish Ke Baad.