Kaash!!! Main Chaand Tu Sitara Hota
Kaash!!! Main Chaand Tu Sitara Hota,
Falak Pe Ek Ashiyana Humara Hota,
Log Tujhe Door Bohat Door Se Dekhtay,
Par Tujhe Chone Ka Haq Sirf Humara Hota.
Sukhanvar – A Platform for Poetry, Literature & Creative Expression
Kaash!!! Main Chaand Tu Sitara Hota,
Falak Pe Ek Ashiyana Humara Hota,
Log Tujhe Door Bohat Door Se Dekhtay,
Par Tujhe Chone Ka Haq Sirf Humara Hota.
Wo Meri Aankh ka Sapna Hai Agar Wo Samjhe,
Wo Meri Zaat Ka Hisa Hai Agar Wo Samjhe,
Ho Nahi Sakti Juda Phol Se Khusbo Jaise,
Sath Humara Bhi Kuch Aisa Hai Agar Wo Samjhe.
Success will never lower its standard to accomodate us we have to raise our to acheive it.